Presenting the lyrical video of the song “Kashmir Main Tu Kanyakumari from movie “Chennai Express” starring Shahrukh Khan, Deepika Padukone in lead roles. The lyrics are penned by Amitabh Bhattacharya while the music is by Vishal – Shekhar. This song is sung by Sunidhi Chauhan, Arijit Singh and Neeti Mohan.
Song: Kashmir Main Tu Kanyakumari
Singer: Sunidhi Chauhan, Arijit Singh, Neeti Mohan
Music: Vishal – Shekhar
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music Label: T-Series
Kashmir Main Tu Kanyakumari Lyrics
Chipak-chapak ke chalti hain
Kabhi kabhi do raahein
Jude-jude kuch aise
ki laga ho jaise gum
Double-double hoti thi
jo kabhi-kabhi taqleefein
Kisi ke sang mein chalne se
hui half se kum
Ho tera-mera, mera-tera
Tera-mera, mera-tera qissa atrangi
Kabhi-kabhi chalti hai
Kabhi-kabhi rukti kahani bedhangi
Kashmir main tu Kanyakumari
North-South ki kat gayi
dekho doori hi saari
Kashmir tu main kanyakumari
Fifty-fifty har situation mein hissedari
Ek taraf to jhagda hai,
saath phir bhi tagda hai
Do kadam chalte hain
to lagta hai aath hain
Do tarah ke flavour,
sau tarah ke tevar
Dar-badar firtein hain ji
phir bhi apni thaath hai
Kabhi-kabhi chale seedhe,
kabhi mud jaayein
Kabhi-kabhi kahin tootein,
kahin jud jaayein
Hum sham-sahar ke
Chaaron pahar ke
Mood mein dhal jaayein
Kashmir main, tu Kanyakumari
Uttar ne dakshin ko aflatoon aankh maari
Kashmir tu, main Kanyakumari
Tel bechne jaaye toh phir yeh duniya saari
Hey hey…
Main zara sa puncture to
tu hawa ke jaisi hai
Sath ho to pahiye
taqdeeron ke tight ho
Bulb ban jaaun main
aur tu switch ban jaa
Bhaad mein jaaye duniya
apni batti light ho
Kabhi-kabhi chale seedhe
kabhi mud jaayein
Kabhi-kabhi paidal
kabhi ud jaayein
Humein dekh zamane walon ki
chaahe naak sikud jaye
Kashmir main, tu Kanyakumari
Halke-fulke packet mein
dekho mushqil bhari
Kashmir tu, main Kanyakumari
Hindi mein gustakhi hai
to English mein sorry
Chipak-chapak ke chalti hain
Kabhi kabhi do raahein
Jude-jude kuch aise
ki laga ho jaise gum
Double-double hoti thi
jo kabhi-kabhi taqleefein
Kisi ke sang mein chalne se
hui half se kum
Ho tera-mera, mera-tera
Tera-mera, mera-tera qissa atrangi
Kabhi-kabhi chalti hai
Kabhi-kabhi rukti kahani bedhangi
Kashmir main, tu Kanyakumari
North-South ki kat gyi
dekho doori h
i saari Kashmir tu, main Kanyakumari
Fifty-fifty har situation mein hissedari