Kya Pataa Lyrics - Arijit Singh - Drishyam
Kya Pataa Lyrics - Arijit Singh - Drishyam

Kya Pataa Lyrics – Arijit Singh – Drishyam

Kya Pataa Lyrics

 Khamosh mein rehne mein dum ghutta hai

Aur bolne se jabaan chhilti hai

Dar lagda hai nange paanv mujhe

Koi kabr paanv hilti hai

Paresaan hoon zindagi se

Kya pataa kab kahaan se, maregi zindagi

Kya pataa kab kahaan se, maregi zindagi

Bas ke main zindagi se darta hoon

Bas ke main zindagi se darta hoon

Maut ka kya hai..

Ek baar maaregi..

Dhool udne lagdi hai jab sham ki

Sab kaanch bhar jaate hain gard se

Main darta hoon, main darta hoon

Dil jab dhadakne se thakne lage

Neend aane lagti hai tab dard se

Anjaan hoon zindagi se

Kya pata kab kahaan se maregi zindagi

Kya pata kab kahaan se maregi zindagi

Bas ke main zindagi se darta hoon

Bas ke main zindagi se darta hoon

Maut ka kya hai..

Ek baar maaregi..

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *