Murder 3 - Jaata Hai Tujh Tak Lyrics - Nikhil D'Souza
Murder 3 - Jaata Hai Tujh Tak Lyrics - Nikhil D'Souza

Murder 3 – Jaata Hai Tujh Tak Lyrics – Nikhil D'Souza

Jaata Hai Tujh Tak Lyrics

 Mujhe tu jo hai mila kya mila

Nahi koi bhi gila hai gila

Jaana anjaana ab nahi tu kahin

Paana ya khona ab mujhe kuch nahin

Jaata hai tujh tak

Mera har ek rasta

Tu hi manzil meri mera pata aa

Judta hai tujhse mera har ek vasta

Chaahe ho khushi teri yaa gham tera

Beenam sa gumnaam sa

Maine to jahan me ek shaqs tha

Bikhra hua saa tuta hua saa

Mujh mein kahin mera aks tha

Mujh apni mohabbat ka de aasra

Mujhe chaha kisi ne na teri tarah

Hai raahat-e-jaan

Jata hai tujh tak mera har ek raasta

Tu hi manzil meri mera pata aa

Judta hai tujhse mera har ek vaasta

Chaahe ho khushi teri yaa gham tera

Maine maangi jo duaa, haan duaa

Mujhe, tu hi hai mila haan mila

Jaana anjaana ab nahin tu kahin

Paana, ya khona ab mujhe kuch nahin

Jaata hai tujh tak mera har ek rasta

Tu hi manzil meri mera pataa

Judta hai tujhse mera har ek vasta

Chaahe ho khushi teri yaa gham tera

Jaata hai tu hi manzil meri.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *