Phir Wahi Lyrics
Tum ho yahin kahin
Ya phir kahin nahi
Phir wahi phir wahi
Saundhi yaadein puraani phir wahi
Phir wahi phir wahi
Bisri bhooli kahaani phir wahi
Phir wahi phir wahi
Jhootha vaada aasmaan ka mere
Chanda aadha
Dil kyun joda agar dil dukhana tha
Aaye kyun thhe agar tumko jaana tha
Jaate jaate labon pe bahana tha
Phir wahi phir wahi
Phir wahi phir wahi
Toote sapno ke choore phir wahi
Phir wahi phir wahi
Roothe armaan adhoore phir wahi
Phir wahi phir wahi
Gham ka jaaya dil mera
Dard se kyun bhar aaya
Aansu ponchhe hi kyun ‘gar rulana tha
Qissa likha hi kyun ‘gar mitana tha
Jaate jaate labon pe bahana tha
Phir wahi phir wahi wo
Wo
Phir wahi phir wahi
Saundhi yaadein puraani phir wahi
Phir wahi phir wahi
Bisri bhooli kahaani phir wahi