Rab Ka Shukrana Lyrics - Jannat 2 - Mohit Chauhan
Rab Ka Shukrana Lyrics - Jannat 2 - Mohit Chauhan

Rab Ka Shukrana Lyrics – Jannat 2 – Mohit Chauhan

Rab Ka Shukrana Lyrics

 Tu hai ab jo baahon mein qarar hai

Rab Ka Shukraana

Saanson mein hai nasha, khumar hai

Rab Ka Shukraana

Tu hi ab mera deen hai, imaan hai

Rab Ka Shukraana

Mera kalma hai tu, azaan hai

Rab Ka Shukraana

Rab Ka shukraana

Tu mila toh sab mila

Ab kisi se kya gila

Tujhme simtu

Aa main bikhrun

Teri baahon mein

Tu mila toh sab mila

Ab kisi se kya gila

Tujh me simtu

Aa main bikhru

Teri baahon mein

Fanaa ho jaaun main

Tu hi ab duniya meri, jahaan hai

Rab Ka shukraana

Khabon ki khayalon ki udaan hai

Rab Ka Shukraana

Tu hi ab mera deen hai, imaan hai

Rab Ka Shukrana

Mera kalma hai tu, azaan hai

Rab Ka Shukrana

Sab se ho jaaun pare

Jo ishaara tu kare

Ab toh rehna hai tujhi mein

Gumshuda hoon main

Ho teri baahon mein

Jazbo ka ab toh naya bayaan hai

Rab Ka Shukrana

Naya rutba nayi shaan hai

Rab Ka Shukrana

Tu hi ab mera deen hai, imaan hai

Rab Ka Shukrana

Mera kalma hai tu, azaan hai tu

Rab Ka Shukrana

Rab Ka

Rab Ka

Rab Ka Shukraana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *