Album: Badrinath Ki Dulhania
Singer(s): Arijit Singh
Lyricist(s): Kumaar
Music Director: Amaal Mallik
Music Label: T-Series
Roke Na Ruke Naina Lyrics
Tu jo nazron ke saamne kal hoga nahi
Tujhko dekhe bin main
Mar na jaaun kahin
Tujhko bhool jaaun kaise
Maane na, manaaun kaise
Tu bata
Roke na ruke naina
Teri ore hai inhe toh rehna
Roke na ruke naina
O
Kaat’ta hoon laakhon lamhein
Kat’te nahin hain
Saaye teri yaadon ke
Hat’te nahin hain
Sookh gaye hain aansu teri judai ke
Palkon se phir bhi baadal
Chhant’te nahin hain
Khudko main hasaaun kaisi
Maane na, manaaun kaise
Tu bata
Roke na ruke naina
Teri ore hai inhe toh rehna
Roke na ruke naina..
Mmm o
Mmm
Haathon ki lakeerein do milti jahaan hai
Jisko pata hai bata de
Jagah woh kahaan hai
Ishq mein jaane kaisi ye bebasi hai
Dhadkano se milkar bhi dil tanha hai
Doori main mitaun kaise
Maane na, manaaun kaise
Tu bata
Roke na ruke naina
Teri ore hai inhe toh rehna
Roke na ruke naina