Senti Wali Mental Lyrics – Shaandaar – Arijit Singh, Neeti Mohan

Presenting the lyrics of ‘Senti Wali Mental’ from Shaandaar sung by Arijit Singh, Neeti Mohan, Amit Trivedi & Swanand Kirkire.

Singers: Arijit Singh, Neeti Mohan, Amit Trivedi & Swanand Kirkire

Music: Amit Trivedi

Lyrics: Amitabh Bhattacharya

Producer: Karan Johar & The Phantoms

Director: Vikas Bahl

Banner: Fox Star Studios, Dharma Productions & Phantom Production

Senti Wali Mental Lyrics - Shaandaar - Arijit Singh, Neeti Mohan

Senti Wali Mental Lyrics

 Badi hi senti wali mental hai ye choriyan 

Badi hi senti wali mental hai ye choriyan 

haaye….

Badi hi senti wali mental hai ye choriyan 

Badi hi senti wali mental hai ye choriyan 

O.. ki macchar bhi kaate 

To selfie uski kheech le 

ki macchar bhi kaate 

To selfie uski kheech le 

Zamaane se lena na dena haaye 

Zamaane se lena na dena 

Ya Khuda Ya Khuda tu hume inse bachana zara 

Ki nakli noton ka ek bundle hain ye choriyan 

Badi hi senti wali mental hain ye choriyaan 

Badi hi senti wali mental hain ye choriyaan

Ho subaho shaam taade ye ladkiyon ko gaur se 

Rakhe haath dil pe par dhadke kahin aur se 

Akal hai matar ka daana re haaye 

Akal hai matar ka daana re 

O Ya Khuda Ya Khuda, aaina inko dikhana zara 

Aji harkat se accidental hain ye chokre 

Aji harkat se accidental hain ye chokre 

Hume kehte hain par khud mental hai ye chokre 

Hume kehte hain par khud mental hai ye chokre

Haaye ye Mascara Lip-gloss ki jitni bahaar hai 

Jo ladke palat ke na dekhe toh bekaar hai 

dekhe toh bekaar hai 

na dekhe toh bekaar hai

Ho ye Audi BMW ghanta Jaguar hai 

Jo ladki na baithi to kaahe ki mehangi car hai re

Haan, yeh duniya hai bus stop ladki bus ke jaisi 

Ruko paanch minuton me agli phir milegi 

Ho sambhal ke kahin na yeh bus chhoot jaaye 

Baaki zindagi warna paidal hi kategi

Ladkiyan bana bola, God ne bhi “Oh My God!” 

God ka karishma lakdi, ladke God ka hain fraud 

Ho tradition yahi hai apna ladkiyan paraya dhan 

Ho ladke jaise kale dhan se 

Better hai paraya dhan 

Better hai paraya dhan ji 

Better hai paraya dhan 

Better hai paraya dhan haan 

Better hai paraya dhan 

Ho gaya faisla jaao ji 

Ho gaya faisla jaao ji 

Ho gaya faisla jaao ji 

Munh dho ke aao zaraa

Ladkiyon ke pairon ka sandal hain yeh chokre 

Ladkiyon ke pairon ka sandal hain yeh chokre 

Humein kehte hain par khud mental hain yeh chokre 

Arey harqat se accidental hain yeh chhokre…

Oh ho ho…

Main hoon wo sandal ki jispe tera bojh hai 

Main single pasli tu double dose hai 

(tu double dose hai) 

Kaisa ye dastoor kaisa riwaaz hai 

Medium dulhe ki dulhan extra large hai 

(dulhan extra large hai) 

Tujhko kya lagta hai teri hirni chaal hai 

Teri kamar hai kamra 2 BHK hall hai 

Rishta hai nahi ye to poora scam hai 

Zindagi ka safar ab to stuck in jam hai 

Rishta hai nahi ye to poora scam hai 

Zindagi ka safar ab to stuck in jam

Jodta hoon main tere haath 

Mujhko phansna nahi tere saath 

Pyaar jispe mujhko aaye 

Tujh mein na ek bhi aisi baat 

Maarun aisi jodi ko laat 

Jo kare jeevan ko barbaad 

Dekh tu haalat teri 

Tujhpe hai sharminda aurat zaat 

haan… chal hatt…

boo boo…

booh….

Patli kamar ki tujhko kya itni demand hai 

Brad Pitt ka pota hai, ya tu James Bond hai 

Maa agar teri moti hoti toh kya chhod deta 

Size ke dar se kya usse bhi naata tod deta, hatt

Haan wajan ka kya hai ye workout se ghat jayega 

Tere jaisa blunder kaise undo ho payega

Aurat zaat ko jo nicha dikhayega 

Jaan le besharam mitti mein mill jayega 

Auraton ki izzat ka jo kare public mein phaluda 

Dekh durghatna hai tere jaisi paidaish behuda 

Thobda accha na sahi baat acchi kar le beta 

Tere jaise budbuk ko thodi buddhi baksh re Khuda 

Sympathy unse hai jinke ghar tere jaisa putar hua

Kami hai mujhme aur perfection hain ye chhoriyan 

Kami hai mujhme aur perfection hain ye chhoriyan 

God ka ultimate creation hai ye chhoriyan 

Khuda se bandon ka connection hai ye chhoriyan 

Kami hai mujhme aur perfection hai ye chhoriyan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *