Tadap - Tumse Bhi Zyada Lyrics - Arijit Singh
Tadap - Tumse Bhi Zyada Lyrics - Arijit Singh

Tadap – Tumse Bhi Zyada Lyrics – Arijit Singh

Tumse Bhi Zyada Lyrics

 Mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya

Mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya

Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya

Tumse bhi jyada tumse pyaar kiya

Dard ki hadon ko bhi paar kiya

Dard ki hadon ko bhi paar kiya

Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya

Ho tumse bhi zyada tumse pyaar kiya

Tu meri thi meri hai agar khabar aa jaaye

Besabre se dil ko bewaqt sabar aa jaaye

Khushi deke tumko gam udhaar liya

Khushi deke tumko gam udhaar liya

Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya

Ho tumse bhi zyada tumse pyaar kiya

Ho..

Ho yeh tadap kaisi hai yeh jalan hai kaisi

Haalanki donon mein hai wafa pehle si

Jo rang tera hai woh rang hai mera

Kuch main tere jaisa kuch tu mere jaisi

Judai ne humko iksaar kiya

Judai ne humko iksaar kiya

Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya

Ho tumse bhi zyada tumse pyaar kiya

Mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya

Mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya

Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya

Tumse bhi jyada tumse pyaar kiya

Hmm aa gale mil phir se phir zara chain aaye

Ho mere hothon pe phir tere hi saaye

Bin tere jeena bhi maut hi lagta hai

Ya tu aa jaaye ya saans bhi na aaye

Duaon mein aisa izhaar kiya

Duaon mein aisa izhaar kiya

Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya

Ho tumse bhi zyada tumse pyaar kiya

Mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya

Mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya

Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya

Ho tumse bhi jyada tumse pyaar kiya

Ho..

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *