Tere Hawaale Lyrics

Mainu Chadheya Ishq Mein Rang Tera Song Lyrics – Film. Laal Singh Chaddha. Ka Naya Hindi, English Gana Hai. es Gaane ko. Arijit Singh and Shilpa Rao. Nay Gaaya Hai. aur es Gaane Main. Aamir Khan, Kareena Kapoor. Hain. Tere Hawaale Gaane k Bool. Amitabh Bhattacharya. AUR Music Pritam. Nay Deay Hain. Video ki Hidayat kaari. Advait Chandan. Nay ki Hai

Tere Hawaale Lyrics

Tere Hawaale Lyrics 

 Mainu Chadheya Ishq Mein Rang Tera

Ik Ho Gaya Ang Mera Ang Tera

Rabb Mileya Jad Mileya

Maahi Mainu Sang Tera

Na Hoke Bhi Kareeb Tu

Hamesha Paas Tha

Ke Sau Janam Bhi Dekhta

Main Tera Raasta

Na Hoke Bhi Kareeb Tu

Hamesha Paas Tha

Ke Sau Janam Bhi Dekhti

Main Tera Raasta

Jo Bhi Hai Sab Mera

Tere Hawale Kar Diya

Jism Ka Har Ruaan

Tere Hawale Kar Diya

Jo Bhi Hai Sab Mera

Tere Hawaale Kar Diya

Jism Ka Har Ruaan

Tere Hawaale Kar Diya

Dekha Zamaana Saara Bharam Hai

Ishq Ibadat Ishq Karam Hai

Mera Thikana Teri Hi Dehleez Hai

Ho Main Hoon Deewarein

Chhat Hai Piya Tu

Rabb Ki Mujhe Nemat Hai Piya Tu

Mere Liye Tu Barkat Ka Taweez Hai

Zara Kabhi Meri Nazar Se

Khud Ko Dekh Bhi

Hai Chaand Mein Bhi Daag

Par Na Tujhme Ek Bhi

Khud Pe Hak Mera

Tere Hawaale Kar Diya

Jism Ka Har Ruaan

Tere Hawaale Kar Diya

Jo Bhi Hai Sab Mera

Tere Hawale Kar Diya

Jism Ka Har Ruaan

Tere Hawale Kar Diya

Mainu Chadheya Ishq Mein Rang Tera

Ik Ho Gaya Ang Mera Ang Tera

Rabb Mileya Jad Mileya

Maahi Mainu Sang Tera

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *